Darkhton se tha ek rishta humara Zamiñ unki thi aur saya Humara:- Azhar Iqbal

 Darkhton se tha ek rishta humara:- Azhar Iqbal


Darkhton se tha ek rishta humara  Zamiñ unki thi aur saya Humara :- Azhar Iqbal

Darkhton se tha ek rishta humara

Zamiñ unki thi aur saya Humara


Koi to paaon ki zanzeer banta

Koi to rokta rasta Humara


Ta'alluq jhut ki buniyad pe tha

Magar wo Ishq tha saccha Humara


Sawere lautna padhta hai ghar ko 

Sawali ho gaya hai baccha Humara


Abhi tak yaad aati hai tumhari

Abhi tak utra nahin  nasha Humara


Achanak maar gaya kirdaar koi

Adhura reh gaya qissa Humara


Khade hain mutthiyon mein ret lekar

Hua karta tha ek dariya Humara



@Azhar Iqbal


####################

दरख़्तों से था एक रिश्ता हमारा:-अज़हर इक़बाल

Darkhton se tha ek rishta humara  Zamiñ unki thi aur saya Humara best ghazal Azhar Iqbal


दरख़्तों से था एक रिश्ता हमारा 

ज़मीं उनकी थी और साया हमारा


कोई तो पाओं की ज़ंजीर बनता

कोई तो रोकता रस्ता हमारा


तआल्लुक़ झूठ की बुनियाद पर था

मगर वो इश्क़ था सच्चा हमारा


सवेरे लौटना पड़ता है घर को

सवाली हो गया बच्चा हमारा


अभी तक याद आती है तुम्हारी

अभी उतरा नहीं नशा हमारा


अचानक मर गया किरदार कोई

अधूरा रह गया क़िस्सा हमारा


खड़े हैं मुट्ठियों में रेत लेकर

हुआ करता था एक दरिया हमारा



@अज़हर इक़बाल

Previous
Next Post »